|
--- |
|
license: mit |
|
tags: |
|
- urdu, hunglish, gpt2, text_generation, translierated, ghazals, urdu poems, |
|
pipeline_tag: text-generation |
|
|
|
widget: |
|
- text: "Khawb Humare kaun Poore karien" |
|
|
|
- text: "Muj se pahli si mohabbat mere mehboob na mang" |
|
|
|
- text: "Kya Karien, kya na Karien" |
|
|
|
- text: "Chutiya yeh Samaj, Chutiyapaa kitna karega?" |
|
|
|
- text: "Are... kehna Kya chate ho?" |
|
|
|
--- |
|
|
|
|
|
|
|
# Urdu Ghazals Model |
|
|
|
|
|
## This model generates Urdu ghazals in response to English translated prompts. |
|
|
|
A good prompt for this model would be an English translated line from an Urdu ghazal, such as |
|
## “kuch kehna tha aap se”. |
|
|
|
The model will generate an Urdu ghazal in response to the prompt. |
|
|
|
|
|
We hope you enjoy using this model to generate beautiful Urdu ghazals! |
|
The model was trained and fine-tuned on a dataset of 9000 samples of Urdu ghazals, including the famous ghazal by Mirza Ghalib: |
|
|
|
hazāroñ ḳhvāhisheñ aisī ki har ḳhvāhish pe dam nikle |
|
|
|
bahut nikle mire armān lekin phir bhī kam nikle |
|
|
|
Dare kyuuñ merā qātil kyā rahegā us kī gardan par |
|
|
|
vo ḳhuuñ jo chashm-e-tar se umr bhar yuuñ dam-ba-dam nikle |
|
|
|
nikalnā ḳhuld se aadam kā sunte aa.e haiñ lekin |
|
|
|
bahut be-ābrū ho kar tire kūche se ham nikle |
|
|
|
bharam khul jaa.e zālim tere qāmat kī darāzī kā |
|
|
|
agar is turra-e-pur-pech-o-ḳham kā pech-o-ḳham nikle |
|
|
|
magar likhvā.e koī us ko ḳhat to ham se likhvā.e |
|
|
|
huī sub.h aur ghar se kaan par rakh kar qalam nikle |
|
|
|
huī is daur meñ mansūb mujh se bāda-ashāmī |
|
|
|
phir aayā vo zamāna jo jahāñ meñ jām-e-jam nikle |
|
|
|
huī jin se tavaqqo ḳhastagī kī daad paane kī |
|
|
|
vo ham se bhī ziyāda ḳhasta-e-teġh-e-sitam nikle |
|
|
|
mohabbat meñ nahīñ hai farq jiine aur marne kā |
|
|
|
usī ko dekh kar jiite haiñ jis kāfir pe dam nikle |
|
|
|
kahāñ mai-ḳhāne kā darvāza 'ġhālib' aur kahāñ vaa.iz |
|
|
|
par itnā jānte haiñ kal vo jaatā thā ki ham nikle |
|
|
|
|
|
|
|
😊 |
|
|