obaidtambo commited on
Commit
2e3741d
1 Parent(s): c81a8cf

Update README.md

Browse files
Files changed (1) hide show
  1. README.md +55 -0
README.md CHANGED
@@ -15,3 +15,58 @@ widget:
15
 
16
  ---
17
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
15
 
16
  ---
17
 
18
+
19
+
20
+ # Urdu Ghazals Model
21
+
22
+
23
+ ## This model generates Urdu ghazals in response to English translated prompts.
24
+
25
+ A good prompt for this model would be an English translated line from an Urdu ghazal, such as
26
+ ## “kuch kehna tha aap se”.
27
+
28
+ The model will generate an Urdu ghazal in response to the prompt.
29
+
30
+
31
+ We hope you enjoy using this model to generate beautiful Urdu ghazals!
32
+ The model was trained and fine-tuned on a dataset of 9000 samples of Urdu ghazals, including the famous ghazal by Mirza Ghalib:
33
+
34
+ hazāroñ ḳhvāhisheñ aisī ki har ḳhvāhish pe dam nikle
35
+
36
+ bahut nikle mire armān lekin phir bhī kam nikle
37
+
38
+ Dare kyuuñ merā qātil kyā rahegā us kī gardan par
39
+
40
+ vo ḳhuuñ jo chashm-e-tar se umr bhar yuuñ dam-ba-dam nikle
41
+
42
+ nikalnā ḳhuld se aadam kā sunte aa.e haiñ lekin
43
+
44
+ bahut be-ābrū ho kar tire kūche se ham nikle
45
+
46
+ bharam khul jaa.e zālim tere qāmat kī darāzī kā
47
+
48
+ agar is turra-e-pur-pech-o-ḳham kā pech-o-ḳham nikle
49
+
50
+ magar likhvā.e koī us ko ḳhat to ham se likhvā.e
51
+
52
+ huī sub.h aur ghar se kaan par rakh kar qalam nikle
53
+
54
+ huī is daur meñ mansūb mujh se bāda-ashāmī
55
+
56
+ phir aayā vo zamāna jo jahāñ meñ jām-e-jam nikle
57
+
58
+ huī jin se tavaqqo ḳhastagī kī daad paane kī
59
+
60
+ vo ham se bhī ziyāda ḳhasta-e-teġh-e-sitam nikle
61
+
62
+ mohabbat meñ nahīñ hai farq jiine aur marne kā
63
+
64
+ usī ko dekh kar jiite haiñ jis kāfir pe dam nikle
65
+
66
+ kahāñ mai-ḳhāne kā darvāza 'ġhālib' aur kahāñ vaa.iz
67
+
68
+ par itnā jānte haiñ kal vo jaatā thā ki ham nikle
69
+
70
+
71
+
72
+ 😊